12 Rabi ul Awal Poetry in Urdu

12 Rabi ul Awal Poetry in Urdu 2022 for Captions

12 Rabi ul Awal poetry in Urdu 2022 is the best way to express your love for Hazrat Muhammad (PBUH) on Eid Milad un Nabi 2022. Inspirational Shayari for status and captions for Instagram. Eid Milad un Nabi is celebrated on 12 Rabi ul Awal all over the world with love and excitement. This is one of the most important Islamic events for all Muslims.

12 Rabi ul Awal 2022 Poetry in Urdu

“Kis Shaan Se Allah Ne utare Hain Muhammad
  Heer Door Mein Heer Sheikhas Ko Pyare Hain Muhammad”

“Mere Qalab Ko Bhi Naseeb Hoon Teri Zaat Se Wohi Nisabtien
  Vo Jo Aizmatien Thein Awais Ki, Vo Jo Rabte Thy Bilal Ke”

“Kaash Vo Chera Meri Ankh Ne Dakha Hota
  Mujh ko Taqdeer Ne Ussi Door Mein Likha Hota”

“Loah Bhi Tu, Qalam Bhi Tu, Tera Wajood Al-Kitab
Gumbaad Abgena Rang Tere Moheet Mein Hibab”

“Ager Sene Mein Hota To Dherkane Ki Sada Aati
Yeah Dil Khoya Huva Ha Gumbaad e Khizra K Saee Mein”

“Aye Kaash K Esa Ho, Sarkar k Qadmoow mein Mera Thakana Ho
Mer Jaoow Tabaya Mein, Tabaya Mein hi Dafan Hum”

“Hamesha Tu Ne Ghulamow K Dil Kie Thande
Jale Jo Thuj Se Vo Nari Hai Barwe Tarekh”

“Rahmat Beras Rahi Hai Muhammad K Shaher Mein
Her Shaay Mein Tazgi Hai Muhammad K Shaher Mein”

“Nisar Teri Chahal Pahal Per Hazarow Eidien Rabi-ul-Awal
Sawee Iblees K Jahan Mein Sabhi To Khushiaa Mana Rahe Hain”

“Mitha Mitha Hai Mere Muhammad Ka Nam
Hum Sub Bhajien Un Pe Hazarow Lakhow Darood-o-Salam”

“Aay Sabaz Gumbad Vale Manzoor Dua Krna
Jab Wakat e Nazaa Aay Dedar Ata Krna”

“Muhammad Ka Roza Kareeb A Raha hai, Bulundi Pe apna Naseeb a raha Hai
Firshtoow Yeh Dy Do Piagaam Un ko, Khaber Ja k Day Do Un Ko Farishoow
K Khadam Tumhara Saeed A raha Hai, K Khadam Tumhara Saeed A raha Hai,”

Read MORE: Hazrat Muhammad Quotes in Urdu about Life

“Jab Tak Yeah Chand Tare Jhilmilate Jaien Gy
Tab Tak Jashan-e-Waladat Hum Manate Jaien Gy
Lakh Shitaan Hum Ko Roke Fazal-e-Raab Se Ta Ehad
Jashan Aqa Ki Waladat ka Manate Jaien Gy”

“Vo Mah-e-Arab Aaj Kabee Mein Chamka
Jo Malik Hai Sare Arab o Ajam Ka”