14 August poetry in Urdu by Allama Iqbal about Pakistan. Happy Pakistan Independence Day Shayari for wishes, captions, messages, SMS, and Status. Share the best 14 August Azadi poetry in Urdu by Allama Iqbal on 2022 Pakistan Independence Day.
14 August Shayari by Allama Iqbal
“Khuda Kre Meri Erz e Pak Pe Utre
Vo Fasal e Gul Jise Andesha e Zawal Na Ho
Yahan Jo Phool Khile Vo Khila Rahe Sadiow
Yahan Khizan Ko Bhi Guzerne Ki Majal Na Ho”
“Khol Ankh Zameen Dakh, Falak Dakh, Fizza Dakh
Mashriq Se Ubherte Huve Sooraj ko Zara Dekh”
“Sone Do Ager Vo So Rahe Hain Ghulami Ki Neand Mein
Ho Skta
“Momin Ka Vo Andaz e Bakamal Kho Gia
Iqbal Teri Qoam Ka Iqbal Kho Gia”
“Us Qoam Ko Shamsher Ki Hajat Nhe Rahti
Ho Jis K Jawanow Ki Khudi Surat e Folad”
“Dilow Ko Merkaz Meher o Wafa Ker
Hareem Kabera Se Ashna Ker
Jise Naan Jawie Bakhshe Hai Tu Ne
Use Bazo-e-Haider Bhi Ata Ker”
“Hazarow Sal Nargis Apni Benoori Pe Roti Hai
Beri Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Dedaver Peda”
“Na Tu Zameen K lie Hai Na Asmaan K lie
Jahan Hai Tere lie Tu Nhe Jahan K lie”
“Tu Shaheen Hai Perwaz Hai Kam Tera
Tere Samne Asmaan Aur Bhi Hai”
SEE MORE: Pakistan Independence Day Decoration Ideas
“Ghulami Mein Na Kam Ati Hain Shamsherien Na Tadberien
Jo Ho Zoaq Yaqeen Peda tu Kat Jati Hain Zanjerien”
“Amal Se Zindgi Bunti Hai Jannat Bhi Janam Bhi
Yeah Khaki Apni Fitrat Mein Na Noori Hai Na Nari Hai”
READ MORE: 14 August Wishes, Status and Captions 2022