Labour Day poetry in Urdu 2022

1st May Labour Day poetry in Urdu, Mazdoor Day

International Labour day is celebrated all over the world on the 1st Way to appreciate the unlimited efforts of labours. The annual holiday is celebrated in the world to celebrate the achievement of workers. In Pakistan, Yom e Mazdor is celebrated every year on 1st May. Here, we have shared emotional 1st May-Labour Day Poetry and Quotes in Urdu, share this poetry on Labour Day with your friends and family.

Labour Day poetry in Urdu 2022

Labour Day poetry in Urdu

“Mujhay Bhook Se Mara Jata Hai Mazdor Kah Ker
 Unhe Heere Die Jate Hain BaShaur Kah Ker”


“Is Shaher Mein Mazdur Jesa Der Bader Koi Nhi
 Jis Ne Sub K Gher Bane Us Ka Gher Koi Nhi”


“Jis K Nam Ki Chuti Ho Gi
 Khud Vo Kam Per Jae Ga
 Kal Mere Watan Mein
Mazdoor Ka Din Manaya Jae Ga”


“Yahan Mazdor ko Merne ki Jaldi Yun Bhi Hai Mohsin
 K Zindgi Ki Kashmakash Mein Kafan Mahnga Na Ho Jae”


“Hath Paoow Bhi Kahte Hain Mazdor Hoon Mein
 Aur Malboos Bhi Kahta Hai Majboor Hoon Mein”


“Jo Moot Se Na Derta Tha Bachoow Se Der Gia
 Eik Raat Khali Hath Jab Mazdor Gher Gia”


“Kase Inkar Krow Is Raziq Se Mein
 Yehi Mere Maqader Mein Mere Khuda Ne Likha Hai”


“Zindgi Ka Koi Ehsan Nhe Mujh Per
 Mein Ne Dunia Mein Her Eik Saans Ki kimat Di Hai”


“Mere Hise Mein Kitabien Na Khilone Aay
 Khahish e Rizaq Ne Chena Mera Bachpan Mujh Se”

Read More: Happy Teachers Day Poetry in Urdu


“Roota Ha Eik Waqat Ki Roti Lie Vo Jo
 Vo Masoom Bacha Mere Mazdor Ka Hai”


“Jin K Angan Mein Emeeri Ka Shajer Lgta Hai
 Un Ka Her Aib Zamane Ko Huner Lgta Hai”