Allama Iqbal poetry about Karbala and Hazrat Imam Hussain is full of emotions. Share Allama Iqbal Muharram Shayari in Urdu in Muharram 2021 and reminds the Muslims about the sacrifices of Imam Hasan and Imam Hussain for Islam.
Karbala Poetry by Allama Iqbal
“Rone Vala Hoon Shaheed e Karbala Ki Yaad Mein
kia Der-e-Maqsad Na Deien Gy Saqi Koser Mujhay”
“Na Ishq-e-Hussain, Na Zoq-e-Shahadat
Ghafil Smaj Betha Hai Matam ko Ebadat”
“Had Hi Nhe Hussain Tere Intiqam Ki
Lafaz Yazeed Gali Se Badter Bana Dia”

“Ajab Mazak Hai Islam Ki Taqdeer K Sath
Kata Hussain Ka Ser Nara e Takabeer K Sath”
“Sadaq-e-Khalil Bhi Hai Ishq, Saber e Hussain Bhi Hai Ishq
Marka Wajood Mein Bader o Hunain Bhi Hai Ishq”
“Karbala Ki Rait Pe Soia Huva Hai Dakh Lo
Masjadiow Mein Dhoundte Ho Kon Se Islam Ko”
“Ghareeb o Sada o Rangeen Hai Dastan-e-Juram
Nihat Us Ki Hussain, Ibtida Hai Ismial”
“Nikal Ker Khankano Se Ada Ker Rasam-e-Shaberi
K Fiker Khankahi Hai Fakat Andwa Dilgeri”
“Apna Koi Merta Hai To Rote Ho Tarap Ker
Per Sabat-e-Peghamber Ka Kabhi Gham Nhe Krte
Himmat Ho ti Masher Mein Peghamber Se Yeah Kahna
Hum Zinda-o-Javed Ka Matam Ka Matam Nhe Krte
Na Ishak Bahao k Nhe Zaib Yeah Tum Ko
Qatil Kabhi Maqtol Ka Matam Nhe Krte”
“Dil Mein Hai Mujh Be Amal K Daag-e-shq Ahal-e-Bait
Dhounta Phirta Hai Daman Zil-e-Haider K Lie”
“Ae Qoam! Vohi Phir Hai Tabahi Ka Zamana
Islam Hai Phir Tere Ebadat Ka Nishana
Kyun Chup Hai Usi Shaan Se Phir Cheer Tarana
Tareekh Mein Rah Jae Ga Mardow Ka Fasana
Mitne Huve Islam Ka Phir Naam e Ali Ho
Lazim Hai K Her Farad Hussain Ibn e Ali Ho”
Read MORE: Best Muharram Quotes & Sayings in Urdu