Quaid e Azam Day Poetry in Urdu

Quaid e Azam Day Poetry in Urdu 2022, 25 December Shayari

Quaid e Azam Day 2022 poetry in Urdu for status and Instagram captions. Best inspirational 25 December Shayari for wishes and messages. Let’s have a look at heart-touching amazing 25 December poetry and quotes in Urdu for Quaid e Azam Day 2022.

Quaid e Azam Day 2022 Poetry in Urdu

“Milat Ka Pasbaan Hai Muhammad Ali Jinnah
 Milat Hai Jisam, Jaan Hai Muhammad Ali Jinnah
 Milat Huvi Hai Zinda Phir Us ki Pukar Se
Takdeer Ki Azaan Hai Muhammad Ali Jinnah”

“Yoon Di Humein Azadi K Dunia Huvi Hiran
 Aay Quaid e Azam Tera Ehsan Hai Ehsan”

“Tu HI Shama Karwaan Hai Tu Hi Manzil Ki Falah
 Zinda o Paainda Bad Aay Quaid e Azam Jinnah”

“Qudrat Ki Taraf Se Ham Sab Per Jab Rahmat Ka Amkan Bana
 Tu Ilam-o-Tadbeer Ka Maalik Taqdeer Se Eik Insan Bana”

“Tu Ne Hi Is Baagh Ko Sencha Hai Apne Lahoow Se
 Teri Khashboow Se Tera Bhaag Hamesha Mehke”

“Be Aser Ho Gae Sab Haraf e Nawah Tere Baad
 Kia Kahien Dil Ka Jo Ahwal Huva Tere Baad”

“Her Musalman K Dil Mein Eik Aag Mojzan
 Us Aag Ka Dhuawa Hai Muhammad Ali Jinnah”

“Hamari Khaak Se Khashboo Watan Ki Aay Gi
 Hamara Khoon Hai Shamil Is Watan Ki Matti Mein”

“Dil Se Nikle Gi Na Mer Ker Bhi Watan ki Ulfat
 Meri Maati Se Bhi Khasboow e Wafa Aay Gi”

“Hazaroow Sal Nargis Apni Benoori Pe Roti Hai
 Beri Mushkil Se Hota Hai Chaman Mein Dedaver Peda”

“Ghulami Mein Na Kam Ati Hain Shashmerien Na Tadberien
 Jo Ho Zooq e Yakeen Peda Tu Kat Jati Hain Zanjerien”

“Mili Nhe Hai Yeah Eraz e Paak Tohfe Mein
 Jo Lakhow Deep Bhuje Hain Tu Yeah Chirag Jala”

Read MORE: Inspirational Quaid e Azam Sayings in Urdu

Quaid e Azam Quotes in Urdu

“Ghulab Ko Khawah Kisi Bhi Naam Se Pukara Jae Us ki Khashboow Mein Ferak Nhe Pere Ga.”

“Dunia Mein Do Qawatien Hain, Aik Talwar Aur Dusra Qalam.”

“Koi Bhi Fasla lene Se Pahle So Baar Soch Lo Lekin Jab Fasla Laay Lo To Us Pe Daat Jao.”

“Ilam Talwar Se Ziada Takatwar Hai Is lie Ilam Ko Apne Mulak Mein Bherhaien Koi Aap Ko Shakast nhe Daay Skta.”

“Yakeen, Nazam-o-Zabat Aur Beloos Lagan k Sath Dunia Ki Asi koi cheez nhe jo Hasil Nhe Ki Ja Skti.”