Shab e Qadr is a night of blessings and forgiveness for all Muslims. Share best Shab e Qadr poetry, quotes 2022 in Urdu with your family and friends, and make this holy night more special. Read the below Shab e Qadr 2021 quotes and poetry in Urdu and best Laylatul Qadr Status.
Shab e Qadr Quotes in Urdu
“Hazrat Muhammad (PBUH) Ne Fermia, jo Lilatul Qadr mein Eman-o-Ehtasab k sath Namaz mein khera rahe us k bhi tamam Gunah Maaf kr die jaien gy.”
“Hazart Muhammad (PBUH) ne Fermia: Maafi Ki Raat, Maghfarat ki Raat, Shafaat Ki Raat, Is Raat mein Allah Bani Kalab ki Bakriow k Baal se bhi ziada logoow ki Maghfarat Fermata Hai.”
“Aur tu kia samjha Shab e Qadr kia hai. Shab e Qadr aik hazar mahinow se behter hai (is aik raat ki ebadat hazar mahinow ki ebadat de behter hai.) – Al Quran (Surat Qadr)”
“Hazrat Ayesha (RA) se rawat hai k Hazrat Muhammad (PBUH) ne fermia Shab e Qadr ko Ramzan k Akhri Ashre mein Talash kro.”
Read More: Laylatul Qadr 2021 Nawafil, Prayers & Duas in Urdu
Laylatul Qadr Poetry, Status in Urdu
“Tum Kia Janoo Shab e Qadr Kia Hai Kesi Raat Hai Logoo
Hazar Saal Se Behter hai yeah noor ki Bersat hai Logoo
Shab e Qadr Allah ka Inam hai jo Mangna Hai Mang Lo
Taferke Mein Na pero Allah ki Rasi Mazbuti Se Tham Lo”
“Hazarow Ratoow Se Behtreen Raat Laylatul Qadr.”
“Qawat e Ishq se her pasat ko Bala kr day
Daher mein Isam e Muhammad Se Ujala kr day”
“Aksar Shaam Ko Aati Hai Falak Se Aawaz
Sajda Karti Hai Sehar Jis Ko Vo Hai Aaj Ki Raat”
“Raat Aram Krne k lie Banai Gai Hai
Lekin Shab e Qadr Ki To Bat hi Aur Hai”