Teachers Day Poetry in Urdu

Teachers Day Poetry in Urdu 2022, Urdu Shayari

Teachers’ Day is celebrated all over the world for the appreciation of Teachers. In the 19th Century, people started to celebrate Teachers day. In the progress of any nation, teachers play a very important role. Teachers’ Day is celebrated in Pakistan on 5th October and in India on 5th September. Here, we have shared Teachers Day poetry in Urdu and Hindi, share with your friends and family and make this day unforgettable.

Teachers Day Poetry in Urdu 2022

“Wohi Shagerid Phir Ho Jate Hain Ustaad Ae Joher
 Jo Apne Jaan-o-Dil Se Khidmat-e-Ustad Krte Hain”

“Gumnami Ki Endhere Mein Tha
 Aik Pehchan Bana Dia
 Dunia K Gham Se Mujhay
Unhow Ne Anjan Bana Dia
Un Ki Esi Maherbani Hovi K
Ustad Jee Ne Mujhay ek Acha Insan Bna Dia”

“Ustaad Badshah Nhe Hota
 Mager Apne Talba ko Badshah Bana Skta Hai”

“Hamari Drus Gha Mein Jo yeah Ustad Hote Hain
 Haqiqat Mein Yehi Qoam Ki Buniad Hote Hain”

“Mujh Ko Dalia Kitna Acha Makam Kahna
 Ustad-e-Mohtram Ko Mera Salam Kahna”

“Hamara Fakher Hamare Ustadza
 Unhi Se Wabasta, Taraki Ka Rasta”

“Shai Kia Hai Galt Kia Hai Yeah Sub Batate Hain Aap
 Jhoot Kia Hai Sach kia Hai, Yeah Baat Samjhate Hain Aap”

“Aik Acha Ustaad Aik Chiraag Ki Terha Hai
 Jo Dusroow Ko Roshni Dene K lie Khud Ko Jala Deta Hai”

“Maa Baap Aur Ustad Sab Hain Khuda Ki Rehmat
Hai Rok-Tok Un Ki Haq Mein Tumhare Neamat

Read MORE: Happy Teachers’ Day Quotes, Wishes & Greetings

“Apne Ustad Ki Ezaat Kro Kyun k Usi Ki Badolat
 Aaj Tum Yeah Ebadat Pherne K Kabil Ho.”

“Ustaad Ki Ezaat Kro, Yeah vo Hasti Hai jo Tumhe
 Andhere Se Nikaal Ker Roshni Ki Raah Dikhati Hai”

“Jo Kerte Hain Adab Ustad Ka Pate Hain Vo Riffat
 Jo In k Be-Adab Hote Hain Vohi Berbad Hote Hain”

“Zindgi Ustad Se Ziada Sakht Hoti Hai
Kyun K Ustad Sabaq Dy Kr Imtihan Leta Hai
Aur Zindgi Imtihan Ly Kr Sabaq Deti Hai”